- Benaam Sa Ye Dard
(Benaam sa yeh dard
thahar kyon nahi jaata) -2
jo beet gaya hai vo
guzar kyon nahi jaata
benaam sa yeh ...
Sab kuch to hai kya dhoondti
rahti hain nigaahein
Kya baat hai main
waqt pe ghar kyoon nahi jaata
jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jaata
(Vo ek hi chahra to
nahi saare jahan main) -2
(Jo door hai vo dil se
utar kyon nahi jata) -2
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh....
(Main apni hi uljhi hui
raahon ka tamasha) -2
(Jaate hai jidhar sab
main udhar kyoon nahi jata) -2
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
(Vo naam jo barson se
na chehra hai na badan hai) -2
(vo khwab agar hai to
bikhar kyoon nahi jata) -2
Jo beet gaya hai vo
guzar kyoon nahi jata
benaam sa yeh....
Letras
- Aao mil jaaye ham
Ab Toh Mere Khuda
Aisi Ankhen Nahi Dekhi
Badi naazuk hai ye manzila
Bahot khoobsurat hai
Benaam Sa Ye Dard
B]]Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Chaand Ke Saath Kayi Dard Purane Nikale
Chiraag Dil Ke Jalaao
Chithhi na koyi sandesh
Chullhe Agg Na Ghade Vichch Paani
Dard Apana Likh Na Paaye
Dard ke phool bhi khilte hain
Deenan Dukh Haran Dev
Dekh lo aawaaj de kar
Dhuaan uthha hai
Dil Tarasta Hain
Din Kuch Aise Gujaarta Hai
Dono Ke Dil Hai
Duniya Se Dil Lagakar
Gudiya
Gudiyaan Tujh Par Ik Pal
Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Choda Karte
Haath Chhuute Bhi To Rishte Nahin Chhoda Karate
Har Ek Faisala Har Imtehaan
Har ek ghar mein diya
Har Ghadi Khudse Ulajhna
Hey Jagtrata Vishwa Vidhata
Honton Se Chhoo Lo Tum
Jaag ke kaati saari raina
Jaate jaate vo mujhe
Jabse qareeb ho ke chale (1)
Jabse qareeb ho ke chale (2)
Jis Din Se Chala Hoon
Kabhi yoon bhi to ho
Kahin Kahin Se Har Chehra
Kal Chaudvin Ki Raat Thi
Kehata Hai Baabul
Khudaa hamako aisi khudaai naa de
Kiska chehra ab main dekhoon
Koi Kesu Koi Anchal
Koi yeh kaise bataye ke
Koyi Fariyaad Tere Dil main
Main bhool jaaoon tumhen
Maine dil se kahaa
Mere dil main tu hi tu hai
Mere Jaise Ban Jaaoge
Mohabbat Mein Dikhaave Ki
Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai
Mujhko yaqin hai sach kahti thi
O Maa Tujhe Salaam
Patthar Hai Khudaa
Pyar Ka Pehla Khat Likhne Mein
Raat Ankhon Main Dhali
Sach ye hai bekaar hamen
Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai
Shaayad mai n zindagii kii
Sunte hain ke mil jaati hai
Tareef Us Khuda Ki
Tere khayaal ki
Teri aankhon se hi (Male Version)
Tu Hai Shikhar
Tujhe Dhoondhata Tha Main
Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
Ye Faasale Teri Galiyon Ke Hamase Tay Na Hue
Yeh daulat bhi le lo
Zara Chehare Se Kamli
Zindagi Yuun Huyi Basar Tanaha